new vn luts filter download 2023 vn video editor filter free

new vn luts filter download 2023 | vn video editor filter free

Vn Video Filters

new vn luts filter download 2023 | vn video editor filter free, Hello Dosto. Jaisa ki ap sabko pata hai mene thode din pehle ek video youtube per upload Kiya tha jisme mene apko vn video editor ki madad se background ki colour ko Yellow tone me kese change karna haj wo sikaya tha  or us video me meine ye bhi bola tha ki apko is filter download link vidoe ke description me box mein mil jaiga toh aaj me usi preset atava filter ko isi post ke madyam se apko dene wala hu jisse ap luts ko free me apni mobile me download kar sake toh chaliye dosto aaj ki is post ko juru karte hai.

Vn video editor yellow luts tone – new vn luts filter download 2023 | vn video editor filter free

Dosto jo aaj me apko preset dene wala hu wo yellow tone colour ka preset hai iske madad se ap apne video ko bahot achi tarah se editing kar sakte hai. Jaise ki agar ap apne videos ko colour grading ya background ka colour ko change karna cahate ho toh aap iss filter or luts ka use kar sakte hai. Usse phepe apko iske bareme jaana bahot hi jaruri hai toh chahliye mein apko thodi jankari filters or luts ke bare me dedu. Dosto filter or luts dono ek hi hai bas isko alag alag name se bulate hai isko presets bhi kehte hai jaise ki filtera , luts , presets , effect, efx , colour tone file ye sab lagbag ek hi hai bas isko sab log alag alaga naam se pukarte hai jisko jo acha lage wo bolte hai.

Phele apko filters ko download karna hoga phir apne device me use karna hoga , phele apko kya karna hoga ki apko apni device me vn (vlog now) app software ko download karke install karlena hai uske bad apko jo bhi videos ko editing or colour hrading karna hai un sab ko gallery ki phone me open karna hai. Open karke apko videos ko select marna hai select karne ke bad vn app me import ya add kar lena hai ok. Itna karne ke bad apko phele vn app ko check karlena hai ki thik se kaam kar raha hai ya nahi jaise lag ya hang hona agara apko aisa kuch notice hota hai toh apki settings me ja kar uske bad.

new vn luts filter download 2023 | vn video editor filter free

Apps list me ana hai or listes me apne vn app ko search karke uski setting ko open karna hai. Usme apko clear cache ka option dike ka usper click karke app ka sara cache clear karna hai. Iske baad apko phir se ek bar vn app ko open karke check karna hai agar apne vapis same issues aate hai toh apko same iss bar bhi phone ki settings me ja kar is bar force stop or clear app data per click karna hai agar iss se bhi kuch nahi hota yoh toh apko kya karna hoga ki apko vn app ko uninstall yani phone se delete karke vapis install karlena hai.

How To Use Filter In Vn App

dosto agar apko ye jaana he ki filter ko istemal kaise karna hai toh meine yeh jo uper ek video ko tag kiya hai isko open karke aap jaan sakte hai. or presets filter ki link mene isi post ke end mein di hai aap waah se download kar sakte hai easily. agar apko samj me nahi aya toh mein yaha per short mein samja deta hu. phele apne video ko vn app mein add karna hai uske bad video ki ratio ko apne hisab se select kar lena hai. uske bad apko niche filters ka icon milega waha se apko filters ko add karlena hai jiskoo bhi appne download kiya hua hai ya fir apke pass koi bhi filter ki file ho jo vn app support kare. thank you

Download Vn Yellow Tone Filter

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *